15 August ko hi kyon Mili azadi happy independence day

15 August ko hi kyon Mili azadi happy independence day

azadi yah ek Shabd hi nahin Puri jindagi
hai 15 August 1947 Hindustan ko vo azadi Mili jiske liye hamne 190 salon Tak
intezar Karna pada 14 August 1947 ka vah din jis ke bare mein bahut se logon Ko jankari nahin hai aaj ke is video mein ham usi ke bare mein baat karne Wale Hain hamare lakhon purvajon ne Desh
per khud Ko kurban kar diya FIR chahe
vah bacche Ho bude ho ya Jawan Ho
per koi bhi azadi ki is ladai mein piche nahin Raha dhire dhire hi Sahi hame azadi ki ummid dekhne lagi thi ek aur Mahatma Gandhi ka aandolan to dusri or Netaji Subhash Chandra BOS ki Azad Hind fauj ne a angrejon ki nind ura Rakhi thi aur teesra sabse bada Karan tha ditiya
Vishwa yudh jiske Karan British hukumat
itna kamjor Ho gai thi ki ve khud hi apna Desh nahin Sambhal pa rahi thi apni is sthiti Ko dekhkar unhone Bharat ko Azad karne ka faisla Kiya parantu itne bade Bharat ko Azad karna bhi koi aasan nahin tha February 1948 ko lord Mountbatten ko Bharat ka aakhiri vay Sarai niyukt Kiya
Gaya or Bharat ko acchi tarah se a Azad
karne ki ki zimmedari di gai Bharat ko 3 June 1948 ko azadi Dene ka nirnay Kiya Gaya tabhi se a Bhartiya neta lord Mountbatten ke sampark mein the yahan ek baat aur jaane layak hai ki angrej neta jis Desh ko bhi Azad karte the uska vibhajan kar dete the Jo is Bar bhi hona tha is baat Ko lekar Mountbatten kafi pareshan the ki itne Vishal Bharat ka batwara kaise karenper unki pareshani bahut jald aasan Ho gayi pandit Nehru aur Jinnah ki jid ne Bharat ke do tukde kar diye is mauke ka fayda utha kar Jinna ne dusre desh ki mang kar di aur ISI mang ko ek bhayankar hinsa ke roop mein Badal Diya Gaya pura Bangal aur Punjab us hinsa ki Aag mein jal Raha tha is badhti Hui hinsa Ko dekhkar Mountbatten ne azadi ki tarikh 1948 se 1947 kar devahi In dngo ki tapish Nehru aur Jinnah ke sath sath British hukumt tk pouch rhi thi FIR Anand fann mein azadi ki tarikh mein badlav kiya Gaya ye baat sare bade neta or angrez jante the ki jis din batwary ki baat aam jnta tak pouch gai dande honge liye baat ko jitna ho sake dawai gayi sacchai ko kab tak dawaya ja sakta tha August mahine kiki 15 tarikh Tay ki gai angrej Bharat ko chhodane ki puri taiyari kar chuke the aur uske liye unhone kafi e aatishbajie aur Dhol bajway per iske piche unka matlab Khushi nahin balki ki us shor shraby mein uthti chikho ko dabana tha Jo batware ke bad paida hui thi per kya aap jante Hain Mountbatten ne 15 tarikh ko hi kyon chuna jis tarah ham Bhartiya har kam ko Shubh muhurt dekhkar hi karte Hain
theek usi prkar angrej bhi Shubh ashubh ko mante Hain 15 August angrejon ke liye isliye bhi Shubh tha kyunki usi din 15 August 1945 ko Japan ne Mitr rashtro ke samne samarpan kiya tha aur use samay Mountbatten mitr rasthiyon ke commander the lekin jab 15 August ka din ty hua to use samay ke kuchh jyotisha charanon ne is din Ko Ashub bataya
or iske liye unhone Mountbatten se baat bhi ki kisi aur tarikh ka sujhav bhi Diya per Mountbatten nahin Mane tabhi Bhartiya jyotisho ne ek sujav nikala aur 14 15 August ki raat 12 baje baje ka samay nikala kyunki ki angrejon ke hisab se Raat 12 baje DUSRA din Badal jata hai
vahi Hindu calendar ke hisab se Surya Uday ke sath dusra din shuru hota hai
tu is tarah 14 August ki raat ka samay tey hua 14 August ka vah din jab har EK Bhartiya apni ankho me pal rahe spne ko sakar hote dekh raha tha sabhi log Delhi mein ekattha hue aur us din bahut hi Tej barish ho rahi thi par azadi ka Jashn to har hal mein manana tha jiska intezar mein 190 salon ka samay lag gaya tha
Raat 9:00 baje tak 5 lakh log ekattha Ho chuke the khaskar Rashtrapati Bhagwan per jwaher Lal Nehru sardar ballb bhai ptel Rajendra Prasad jese diggaz neta ekattha hue udhar jyotish yoni Nehru Ji se kaha tha ki ki aap apni speech 11 51 minut per shuru karna aur 12:00 baje tak khatam karna theek 12:00 baje Nehru ne apna bhashan khatm Kiya or Bharat ki azadi ka Shank nath bajchuka tha aur is tarah hamen 15 August ko azadi Mili

#15august1947kohikyumiliaazadi

azadi15 August 194714 15 August azadi ki Raat

Post a Comment

0 Comments